Teri naraazgi mein bhi khuda ka didaar
ho jaata hai,
tumhe maaloom kahaan
tu jo has ke ek baar baate kar
leti hai to kasam se gulashan gul-e-gulazaar ho jaata hai,
ye jo tera natakhat pana, bachapana ya
kahoon to tera ye jo nakhara hain wo khuda ke noor mein bhi chaar chaand laga deta hai,
tu jo saamane aa jaaye to kayaamat
ki bhi shaamat aa jae ye tumhe
maalum kahaan..
Bahut khub ..
ReplyDelete