Teri naraazgi mein bhi khuda ka didaar ho jaata hai, tumhe maaloom kahaan tu jo has ke ek baar baate kar leti hai to kasam se gulashan gul-e-gulazaar ho jaata hai, ye jo tera natakhat pana, bachapana ya kahoon to tera ye jo nakhara hain wo khuda ke noor mein bhi chaar chaand laga deta hai, tu jo saamane aa jaaye to kayaamat ki bhi shaamat aa jae ye tumhe maalum kahaan..